Monday, August 01, 2011

naav chali (from Ashirwaad - voice of Ashok kumar)


(heard this for a friend and extended the lyrics found on the net - how much learning is this song giving!)

Naav Chali
naani Ki Naav Chali
nina Ke Naani Ki Naav Chali
lambe Safar Pe

saamaan Ghar Se Nikaale Gaye
naani Ke Ghar Se Nikaale Gaye
idhar Se Udhar Se Se Nikaale Gaye
aur Naani Ki Naav Mein Daale Gaye

(kya Kya Daale Gaye)
ek Chhadi Ek Ghadi ek Jhaadu ek Laadu
ek Sanduk ek Banduk ek Talwaar Ek Salwaar
ek Ghode ki jeen, ek Dholak ek been
ek Ghode Ki Naal ek Jiwar Ka jaal
ek Lahsun Ek Aalu ek Tota Ek Bhaalu
ek Dora ek Dori, ek Pora ek Pori

ek Jhanda Ek Handa ek Anda
ek Kela Ek Aam Ek Pakka Ek Kachcha
aur
tokari Mein Ek Billi Ka Bachcha
(myaauun म्याऊँ Myaauun)

phir Ek Magar Ne Pichha Kiya (whaaaaaaaoooo)
naani Ki Naav Ka Pichha Kiya
nina Ke Naani Ki Naav Ka Pichha Kiya
(phir Kya Huwa)
chupake Se Pichhe Se
upar Se Niche Se
ek Ek Saamaan Khinch Liya
ek Billi Ka Bachcha
ek Kela Ek Aam Ek Pakka Ek Kachcha
ek anda Ek Handa ek Jhanda Ek Danda
ek Bori ek Bora, ek Dori ek Dora
ek Tota Ek Bhaalu ek Lahsun Ek Aalu

ek Jiwar Ka Jaal ek Ghode Ki Naal
ek Dholak ek been ek Ghode ki jeen
ek Talwaar Ek Salwaar ek Sanduk ek Banduk
ek Jhaadu ek Laadu ek Jhhadi Ek Ghadi
(magar Naani Kya Kar Rahi Thi)
naani Thi Bichaari Buddhi Bahari
nina ki nani thi buddhi behari
naani Ki Nind Thi Itani Gahari
itani Gahari (kitti Gahari)

natakhat Gahari
din Dopahari
raat Ki Raani
thanda Paani
garam Masaala
pet Mein Daala
saade Sola
Pandrah ke Pandreh
sona tees
tia tetaalees
chouki barah?
Panah Pachattar
Chhakke Nabbe
Chaati pislan
Aati Peesan
Number Teesra
gale Mein Rassa Aa Aa
(ha ha ha ha)